Oooh Ranjhanaa ve teri saanson pe
Thoda sa watan ka bhi haqq tha
Na dekh mujhe yun mud mud ke
Tera mera saath yahin takk tha
Ye teri zameen tere khoon se hi
Toh sajti sanwarti hai Ranjhe
Tere ishq ki main haqdaar nahi
Teri Heer toh dharti hai Ranjhe
Hayee….
Teri mitti mein mill jaawaan
Gul banke main khill jaawaan
Itnii si hai dil ki aarzoo
Teri nadiyon mein beh jaawan
Teri kheton mein leharawaan
Itni si hai dil ki aarzoo
Hhmm hmm….
Ayee meri zameen afsosh nahi
Jo tere liye sau dard sahey
Mehfooz rahe teri aan sadaa
Chaahey jaan meri yehh rahey na rahey
Aayee meri zameen mehboob meri
Meri nass nass mein tera ishq bahee
Fheeka na pade kabhi rang tera
Jismon se nikal ke khoon kahe
Hayee….
Teri mitti mein….
Gul banke main….
Itni si hai dil ki aarzoo
Haye….
Teri nadiyon mein beh jaawaan
Teri phaslon mein lehrawaan
Itnii si hai dil ki aarzoo
Itnii si hai dil ki aarzoo
Post a Comment